How to download online birth certificate | जन्म प्रमाण पत्र कैसे डाउनलोड करें
Note: Agar aap ka janam pmc (pune maha nagar palika ) k ward me hoa hai aur 2015-2017 se pahely hoa hai tu hi aapko online birthdate certificate mil sakta hai.
Area of pune mahanagar paliaka पुणे महानगर पालिका का क्षेत्र
PMC now governs a total area of 331.26 sq. km.[10][11] The merged villages include:
Uruli Devachi,
Phursungi,
Bavdhan
Budruk,
Lohegaon
Hadapsar(Sadesatra Nali)
Mundhwa (Keshavnagar area),
Shivane (remaining),
Dhayari (remaining),
Undri,
Ambegaon Khurda
Ambegaon Budruk.
Dosto sab se pahely aapko firefox ya opera mini browser open karna hoga.uske bad aapko ye website search karna hoga jo mai aapko neche de raha ho.
Is website ko open karne k bad aapko 1 page open hoga.
aapko as a citizen kar k sign in karna hoga.Jaise hi aapka id complete ho jaiga uske bad login kar dijiye. Login karne k bad aapko 1 page open hoga. Us page me aap uper aapko certificate ka option dekhai dega usper click kare.
Jaise hai aap usper click karege aapko 2 option dekhai dege first birth- certificate or second married certificate. Aap birth certificate per click kare.
Aapko search ka option dekhai dega usper aap apni birth date fill kare aur search kare.
Jaise hi aap search karoge tu aapko kuch result dekhai dege. Wahi aapko show Result ka option dekhai dega waha click kar k show 100 result kare.
Result me aapko aapki mother ka name dekhai dega.jo bhi aapka hoga use per click kar k pdf download kar sakte ho.
0 Comments